Shadi Ke liye Istikhara Dua Online- Shadi Ke Istikhara Ka Tarika
Shadi ke liye Istikhara Online
Har insaan chahta hai ki wo shadi karke ek pur-sukoon zindagi apne sathi ke sath guzare. Lekin kya ho agar aap ki aapke sathi ke sath bilkul na nibhe. Agar aap ko bhi is baat ka dar hai aur aap ye jaan na chahte hai ki jis shaks se aap shadi karne ja rahe hai wo aapke liye thik hai bhi ya nahi toh aap shadi ke liye istikhara online kare. Jab aap istikhara karenge toh Allah Jallo Jalalahu khud aapko khwab mein kisi na kisi zariye aapki shadi ke sachayi ke bare mein ishara de denge,
Aap shadi ke liye istikhara online ka tarika jaane aur khwab ki tabeer humare molvi sb. se pooche. Baaz waqt hum log ye nahi samajh pate ki jo ishaara hume Rabbul Alimeen ki taraf se mila hai uska matlab kya hai. Lekin jab aap humare molvi ji se iski tabeer poochenge toh Insha Allah, aapko sahi mayne samajh ajayenge. Agar aap nikah ki niyat rakhte hai aur poore akeede ke sath shadi ke liye istikhara online karte hai toh Insha Allah, aapko saaf saaf natija pata chal jayega.
Shadi ka Istikhara ka Tarika
Agar aapko istikhara khud se karna se hai toh aap humare molvi ji se shadi ka istikhara ka tarika jaane. Yaad rahe ki agar aapne istikhara galat kiya toh aapko kabhi koi ishara nahi milega aur aap yuhi pareshan hote rahenge. Isliye behad zaroori hai ki aap shadi ka istikhara ka tarika jaane bina istikhara kabhi na kare. Shadi ka istikhara koi bhi ladka ya ladki kar sakta hai. Aap ke dil mein bas us ladka ya ladki ke liye shadi ki niyat honi chahiye aur Allah Talah se ye jaan ne ki umeed honi chahiye ki wo aapke liye wajib hai ya nahi.
Shadi ka Istikhara karne ki Dua
Shadi ka istikhara karne ki dua niche di gayi hai:
- Raat ko sone se pehle aap istikharako kare.
- Sabse pehle 2 rakat Tahhiyatul Wazu kare
- Phir shadika istikhara ki dua parhe.
- Uske baad Surah Ad-duha parhe aur phir Surah Alam Nashrah parhe.
- Uske baad apne bistar par seedhe karwat so jaye.
- Insha Allah, aapko pehli hi raat mein anjaam dikh jayega.
- Agar na dikhe toh aap 3 shab tak bila nagah istikharako kare.
Shadi ka stikhara karne ki dua parhe aur ladka/ ladki aur unki ma ka naam le.
Allah Humma Inna Ka Taqdiro Wala Akdiru Wa Ta’lamu Wala Aa’lamu Wa Anta Allamul Guyub Fa In Ra’ aita Anna Fi Fala Natin
Agar aap ye soch kar pareshan hai ki aapse istikhara shayad sahi na ho toh aap shadi ke liye istikhara online bhi karwa sakte hai. Humare molvi sb. aapke liye istikhara karenge aur Insha Allah, aapko sahi anjaam batayenge. Apni shadi ke khayal se bilkul pareshan na ho. Jab khud Rabbul Izzah ki bargah mein aapko iska jawab milne wala hai toh isse achi toh koi baat hi nahi ho sakti. Bas saaf dil se shadi ka istikhara ka tarika kare aur Insha Allah, aapki shadi jisse bhi hogi behad kamyab hogi kyuki usme Allah Subhana Wa’ Tala ki marzi shamil hai.
No comments:
Post a Comment